Posts

Showing posts from November, 2007

Ub kya hoga?

Aaj urdu mai likhnay ko dil kuraha hai -tho urdu english mai hojaye! Waisay tho urdu , urdu letters mai bhi likhi jasukthi hai -lekin ub woh software kaun install kuray! Acha tho din kaisa raha is naye mauhaul mai...hmm acha ek meeting cancel ki ek kay bunday gayeb hogay-let the fun continue!! Kya bol rehi hoon -hmm yaha say waha aur waha say yaha ...kuch tho hai -kehi tho hai -shahyri? not quite!